GAZAL
O'Be_Khabar tujhe kiya Khabar teri
aankhon mein kaisa jamal hai"
Tujhe dekh le jo bas aik nazar us ki
aankhon mein phir ye sawal hai"
"Mujhe neend se kyun jaga diya muje
khawab kaisa dikha diya"
"koi aada hai koi nasha hai ya koi saadgi
ki misaal hai"
"meri har nazar mein basa hai tu mere har
qalam pe likha hai tu"
"Tujhe soch loon to ghazal meri
na likh sakon to khayal hai...
No comments:
Post a Comment