GAZAL TUM HO BOHAT KUCH
Sapnay hain,yaadein hain,or bohat kuch tum ho
Tumhari baatein hain or bohat kuch....
Hum tum ko bhulana magar doori hai,Ek majbori hai
or bohat kuch...!
Yeh doori Ek din kat jaye gi,yeh faaslay ek din simat
jayen gey phir hum karen gey baatein,waadey,izhaar
or bohat kuch...!
Main itni dori k baad bhi in hawaon mein mehsoos karta
hoon tumhari kushbu,tumhari aawaz,tumhara Ehsaas
Or bohat kuch.....!
No comments:
Post a Comment